Thursday, 3 March 2016

Native People's Party - Maharashtra​

Modi ka Videshi Brahmin Guru Gantal kahata hai , Bharat Maata ki jai kahana bhi sikhana padata hai , ham kahate hai jaruri nahi

Dr Ambedkarji ne ek bar Sandasi Veer ke kisi statement par kaha tha , vo Sandasi Veer ne Muh se Narak bahar nikala . Thik vaise hi Modi ka videshi Guru ghantal aaj JNU student Kanahiya ke jamanat manjuri par apana mukh khol kar Narak hi nikala .

Kisi Maa ka asali beta jab kabhi apane maa ki pallu se apani bahati naak bhi poch leta hai to us me apanatv hi hota hai . Maa na naraj hoti hai na , bacche ko datati hai ki kyu usne esi harkat ki . Par jab koi Bhedabhed , Chuvachut manane wala Videshi Brahmin uske bete ko kuch kahe ya use ganda bhi kahe to us par tut padati hai , ye hai Bharat Mata .

Videshi Brahmino hame na sikhavo hame kya kahana hai , apana rasta naapo , Quit India !

Nv. D.D.Raut,
President, NPP

Our Message to Nation : janeu Chhodo , Bharat Jodo

No comments:

Post a Comment